Wednesday, February 08, 2017

Facebook ka name 60 din se pahle kaise chang kre.

Hi friends. nicegyan.com pe mai apka swagat karta hu.. Aaj ham janege ki .facebook ka name 60 din se pahle kaise chang kre.. Friends facebook ak bahut hi usefull website hai jiske har ak fitcher  bahut hi interesting hai.. 


Facebook Ka name kaise chang kre Ya Facebook ka name 60 din se pahle kaise chang kre.(image)


agar apka facebook pe account hai to aapko bas internrt Data pack ki jarurat hai aur aap free me all world me kise se vi kahi vi voice call, video call, chatting, etc. Ka mja le sakte ho Facebook ak yesi site hai jiska use achhe log vi kar sakte hai aur galat log vi  Facebook ka use  karne ke liye kise ko vi manahi nahi hai bas jarurat hai to facebook ke terms of policy ko follwo krne ki..  Jaise har kam ka ak rules hota hai waise hi facebook ke vi kuch rules  hai jo facebook ko aur vi jyada usefull banate hai.. Agar ap chahte hai ki apka facebook account kabhi vi block na ho to apko facebook ki privacy policy ko achhe se  padh kr samgh kr usko follwo krna hoga.. 




Facebook  Pe kuch chijo ki limit hai jaise ..


  • Facebook pe aap 5000 se jyada friend nahi bana sakte ho..

  • Agar apne 999 logo ko friend request send kr chuke ho to aur friend request nahi send kr sakte yahi pahle send ki gyi friend request accept hone tk wait karna hoga..  

  • Facebook Name ki tarah facebook  ka username vi  bar bar nahi chang kiya ja sakta hai.. 

  • Yesi hi Facebook name ki vi limit hai agar aap facebook pe name chang kar dete ho to dubara chang karne ke liye apko 60 dino tk ka wait karna hoga.. But don't worry agar aapke parsnol account ka name galat  hai to mai es post me mai apko batauga ki 60 day se pahle vi name kaise chang kar sakte ho.. 


Yha ham do trick janege 


  1. Facebook ka name kaise chang kaise kare Aur 
  2.  Facebook ka name 60 day se pahle kaise chang kre. 



Pahle First trick jan lete ha

Facebook ka name kaise chang kare ..


[[Facebook ko koi mobile me use karta hai to koi computer me to koi facebook apps me to koi Browser me esme problem ye hai agar aap facebook apps me facebook use karte ho aur apko computer me use karna pade to sayad apko problem ka samna karna padh sakta hai  kyoki fb apps aur computer browser me facebbok look bilkul chang ho jata hai setting edhar ki udhar dikhai deti hai..  Aur agar mai apko computer ke hisab se facebbok name chang karne ke bare me batau aur ap mobile apps me facebook name chang kr   rahe ho to apko samghne me problem hogi esliye mai apko suggest kruga ki ap agar mobile se facebook name chang rahe hai to aap apne mobile browser me  desktop mod open kr le agar aapko nahi pta ki mobile me desktop mod kya hai aur kaise open kre eski jankari vi nicegyan.com pe share kr chuka hu]]



Ye Jaruri nahi hai ki aap facebok name keval desktop mode open karne ke bad hi   chang kr sakte ho but desktop mod me koi vi option pura pura open hota hai esliye setting wagera desktop mode me karna chahiye..


Facebook ka name kaise chang kare ..

1. Sabse pahle agar aap  apna  facebook account login nahi ho to log in kre 
Aur Menu me jakar account setting open kre ..
facebook setting (image)
2. Uske bad General setting open kre (jo Account  settinng ka sabse pahla option hai jo sabse upar hota hai jaise image me dekh rahe hai.. )
 Ab aap dekhehe ki esme apka name dikhai  de rha hai aur uske age Edit ka option vi show ho rha hai. To bas Edit pe click kre aur pahle wala name delete krke jo name chahe likh kar save button pe click kr de.
facebook setting - general option (image)

 bas apka facebook name chang ho gya but ab aap ese dubara chang krna chahe to 60 day se pahle  nahi kr sakte 
( 60 day se pahle kaise chang kre uske bare me niche padhe )



Facebook account ka name 60 day se pahale  kaise chang kre.. 

1. Esme vi same vahi upar wala hi process follow kre   
Menu me jakar account setting open kre ..
Uske bad General setting open kre (jo Account  settinng ka sabse pahla option hai jo sabse upar hota hai jaise image me dekh rahe hai.. )
  facebook setting - general option (image 2)

2. Ab aap dekhehe ki esme apka name dikhai  de rha hai,aur uske age Edit ka option vi show ho rha hai uspe click kre ab  aap name chang karna ka try kre but ni hoga  name ke niche ak massge show hoga usme learn more pe click kre.
facebook setting - general option (imagem3)


3. Ab next page open hoga jo facebook ka help center page hai.. esme Let us know pe click kr de..
facebook help center image )


4. Ab jo next form open hoga es form me jankari mag rha hai sab sahi sahi bhar kar send pe click karna hai ..
uplod hyour document for chang your name (image)


Form Kaise bhare.


  1. First Name - Esme apna first name likhe jaise mera name Sunil Yadav Hai to mai esme Keval Sunil Likhuga..
  2. Middle name - Agar aapka middle name vi hai to esme likh sakte ho jaise "Sunil Kumar Yadav" To esme kumar middle name hai to esme kumar likhna hoga Agar apka middle name nahi hai to esko khali chor de)
  3. Last Name - Esme apna last name likhe jaise mera name Sunil Yadav Hai to mera last name Yadav hai to mai esme Yadav Likhuga..
  4. esme apna koi resan choose karna hai ki aap name kyo chang kr rahe ho jo resan hai wo choose kr le.
  5. Ab ye sabse importent hai esme apko apne document ka ak image upload karna hai jaise document me  apka Adhar card ho sakta hai or  Pain card  ho sakta hai koi vi yesa governmented jo apne fb id se mail karta ho.. Jaise agar mai Apni facebbok ka name Sunil Yadav chang kar rha hu to wahi Name document me vi  hona chahiyeAur jo date of birth apne facebook pe dala hai wahi date birth document me vi hona chahiye..
  6. Bas image upload karke send pe click kr de agar apka document apke facebook id se mail karta hai 2,3 hour me apka name chang ho jayega kabhi kabhi 24 hour vi lag jata hai..

To friends mai asha karta hu ki aap ko ye jankari -Facebook ka name 60 din se pahle kaise chang kre.achhi lagi hogi. Aur facebook name kaise chang karte hai ye aapne sikh liye hoga facebook account banana me koi vi paresani atti hai to sidha comment me apna saval puchiye mai jald se jald apke saval comment ka reply karne ka paryas kruga..


Thanku so much friends meri es post ko padhne ke liye.. Meri apse request hai  ki meri new post ka notification apne email se pane ke liye meri site ko subscribe kre, Aur es post ko apne friendo ke sath vi share kre jisse unko vi es bare me jankari ho sake..



Thanku  so much For visit My site nicegyan.com..

No comments:

Post a Comment