Monday, February 06, 2017

Facebook Page Kaise Banaye Hindi me puri Jankari

Hi friends welcome to meri es website me jiska name hai nicegyan.com, To aaj ham bat krege ki facebook  page kaise banaye Uski hindi Me Puri Jankari..  Jis tarah ham facebook pe group banate hai  waise hi facebook pe aap ak khud ka page vi bana sakte hai.. Agar apko facebook pe  Group Kaise banate hai eski jankari nahi hai to maine pahle hi eske bare me  ak post share kr chukka hu usko vi padh le 







Facebook Page Kaise Banaye First Image


 To es post ko vi padhe aur apna vi ak khud ka page banaiye aur dosto ke sath khub masti kijiye. Facebook group or page aap apne hisab se use kr sakte hai jaise agar apka koi business hai to aap apne group me member add kar ke unke sath apna product sell kar sakte hai uske bare me logo ki rai jan sakte hai ya fir agar apko mauj masti ki life jina pasand hai to aur aap jocks, funny video,image, etc share kar ke apne manchahe dosto ke sath mauj masti krkr haste haste apni life ko age badha skte hai.. Aaj ke time me dekha jaye to  facebook Pe laghbhag 100 logo  me se 25 logo ka to apna khud ka page  to hota hi hai.  Facebook Page  koi vi bana sakta hai jiske pas facebook account hai I think apka  vi facebook pe account jarur hoga agar ni hai ya hai vi but apko nahi pta ki facebook pe new account kaise banate hai to eski jankari Nice Gyan pe pahle hi share ki ja chuki hai.


To Es post ko padhiye aur facebook pe account kaise banaye eski jankari kar lijeye agar ni hai to.. Chaliye Ab post pe atta hu ki facebook  page kaise banaye-

Facebook Page Kaise Banaya And Facebook Page kya hai



  1. Facebook page Facebook Group se bilkul alag hota hai jisme different ye hota hai ki facebook group me aap apne un sabhi friendo ko apni marji se group me Aad kar sakte hai jo apke friendlist me hai, Lekin page pe yesa nahi hota page pe likes ka ak button hota hai jisko likes karne ke liye apko apne friendo ko invite karna hota hai friend ko invite karne ka button page pe hota hai jispe click krke apne friendo ko invite notification send kar sakte ho  jitney friends apke page ko likes karte hai utna likes apke page pe show hota hai.. Ye jaruri nahi ki  Jo friend apke friend list me hai keval wahi apke page ko like kr payege jo friends apke friend apke friend list me  nahi hai wo vi apke page like kr sakte hai es balki yahi nahi all world ka koi vi facebbok user apke page ko like kar sakta hai.. bas apko apna page unlogo ke sath share karna hota hai jinse like karwana chahte hai ..
  2.  Facebook group me koi vi post kar sakta hai aur post karne wale ka name facebbok group me show hota hai ki kisne ye post kiya hai but facebook page me yesa ni hota page pe vi koi post kar sakta hai but usko dekhne ke liye page pe ak option hote hai visitors post jis pe click krke apko dusre kya post kar rahe hai ye dekh sakte ho..
  3. Facebook pe agar aapne koi group banaya hai to usme admin aad  kr sakte ho jiski jankari maine apni es post me diya hai Facebook pe group kaise banaye.. Group me jab ham kise ko admin banate hai to  un admino ko koi vi facebbok user dekh sakta hai ki apke group me kitne admin hai.. Lekin page me yesa ni hai page pe  vi aap jitney chahe admin,editer, advertiser, etc add kr sakte ho but esko keval wahi dekh sakte hai jo page ka admin hai..Page ya group me Admin  usi ko banaye jispe apko pura bharosa ho kyoki agar aap kise galat admi ko admin bana dete ho to wo apke sath dhokha kr sakta hai apke group ko tahas nahas kr sakta hai…So Aayiye jante hai Facebook pe new page kaise banaye.. Agar aap chahte hp ki aap jab page banaye to apke 5000 likes ho to pahle apne freiendlist me 5000 friends banaiye fir apni profile to page me convert kr lijeye eski jankari yha hai..


Step BY Step Facebook Page Banaye


Facebook ko koi mobile me use karta hai to koi computer me to koi facebook apps me to koi Browser me esme problem ye hai agar aap facebook apps me facebook use karte ho aur apko computer me use karna pade to sayad apko problem ka samna karna padh sakta hai  kyoki fb apps aur computer browser me facebbok look bilkul chang ho jata hai setting edhar ki udhar dikhai deti hai..  Aur agar mai apko computer ke hisab se facebbok page banana ke bare me batau aur ap mobile apps me facebook page bana rahe ho to apko samghne me problem hogi esliye mai apko suggest kruga ki ap agar mobile se facebook page bana rahe hai to aap apne mobile browser me  desktop mod open kr le mobile me desktop mod kya hai aur kaise open kre eski jankari vi nicegyan.com pe share kr chuka hu



Ye Jaruri nahi hai ki aap facebok page keval desktop mode open karne ke bad hi   bana sakte ho but desktop mod me koi vi option pura pura open hota hai..

1. Niche link pe click kre agar apka facebook account pahle se browser me login nahi hai to login karne ka option ayega jisme aap apne facebbok account password aur number dalkar log in kare.. Agar browser me apka facebook  account pahle se login hai to   yesa page open hoga. .
create a facebook page  link image


2. Esme aap Apne pasand ka topic choose kar sakte hai. Jaise agar aap entertainment ke liye page bana rahe hai to Entertainment choose sakte hai aur vi bahut se option hote hai jo aap ko decide karke choose karna hota hai ki aap page kis topic bana rhe ho Esko aap page banana ke bad chang vi kar sakte ho..
choose any page type for create page (screenshoot)


3. Eske bad jo jankari mag rha hai wo bhar kar next pe click kar dijeye bahut asan hai kisme kya bharna hai 
fill detail for creat a new form (screenshoot)


4.Bas ab apka page ready ho gya hai aur aap apne page pea a chuke ho jaha se aap apne page ka cover image, Profile image, etc chang kar sakte ho.. Apka page apke account me aad ho chukka hai jise ab aap jha chahe jiske jariye chahe facebook apps me ya  computer me asani se access kr sakte ho ..
after to created page chang cover and profile pic(screennshoot)


To friends mai asha karta hu ki aap ko ye jankari - Facebook Pe Page kaise banaye  puri jankarachhi lagi hogi. Aur aap apna khud ka page bana payege ya bana liye hoge agar apko facebook pe page banana me koi vi paresani atti hai to sidha comment me apna saval puchiye mai jald se jald apke saval comment ka reply karne ka paryas kruga..


Thanku so much friends meri es post ko padhne ke liye.. Meri apse request hai  ki meri new post ka notification apne email se pane ke liye meri site ko subscribe kre, Aur es post ko apne friendo ke sath vi share kre jisse unko vi es bare me jankari ho sake..





Thanku  so much For visit My site nicegyan.com..





No comments:

Post a Comment