Tuesday, February 07, 2017

Facebook Pe Ak Professional Account kaise banaye step by step puri jankari

Hi Friends again welcome to meri es website me jiska name hai nicegyan.com. Friends es post me ham janege ki facebook pe new account kaise banaye.. Facebook ak bahut badi social media site hai aur bahut hi majedar vi  Facebook pe jab ham dosto ke sath masti karte hai jaise kise group me koi post karte hai aur hamare friends us post ke bare me comment krte hai uski tariph karte hai to kitna achha lagta hai. Aur jab ham apne click ki hui photo se status update harte hai to what is amazing fir kya kahna aur sabse impotent hota hai friends ke sath khub sari chatting me masti kartna aur usse vi majedar facebook ka ye fetcher ki kai friendo ke sat ak chait  group banakar sabke sath bat karna.. Yeasa fill hota hai jaise sabhi 
log aamne samne baith kar khub sari masti kar rhe hai …

Facebook pe ak professional account kaise banaye (first image)


Facebook yesi site hai jiska use har tarah ka parson apne hisab se kar sakte hai ye jaruri nahi ki facebook ka use keval fun masti ke liye hi kiya ja sakta hai facebook ka use aapka agar koi business hai to usko facebook pe page ya group banakar puri duniya ke saht promote kar sakte hai.. Agar apko ni pata hi facebook pe Page aur Group kaise banaye to eski jankari vi maine nicegyan pe already share kr chukka hue ski jankari ke liye  meri es post ko padhe..





Waise Aaj ke time me internet use karne walo me se  laghbhag sabhi logo ka facebook pe account hota hai Aur , Lekin ye jaruri nahi ki sabko facebook account banane ki jankari ho jaise mai agar apne bare me batau to jab 2010  me maine apna pahla facebook account use kiya tha to use mai khud nahi banaya tha kyoki mughe eske bare kuch vi jankari nahi thi mere friend ne mughe mera facebook account bana kar diya tha aur kahi na kahi bahut logo ke sath vi yesa hota hai ya huwa hai.. Agar aap vi unme se ak hai jinko facebook pe account banana ni aata hai to meri es post ko dhyan se padhege to aap ak badhiya aur professional account banana sikh jayege ye bahut asan hai… 


Facebook Account Banate samay Dhyan rakhne wali kuch jaruri bate…

Facebook pe ham account banate hai khub acche se ache friendo se connect ho jate hai aur facebook pe kuch logo ke sath apni ak pachan bana lete hai aur dhire dhire   yesa lagne lagta hai ki facebook hamare life ka ak bahut hi importent hissa ho chukka hai. But sochiye agar apka facebook account achanak block ho jaye hamesa ke liye band ho jaye  to apko kaisa lagega apki etne dino ki mehanat pal bhar me pani me chali gyi..

Agar aap chahte ki aapka facebook account kabhi hamesa ke liye band na ho to account banate samay en bato ka dhyan jarur rakhe..

  • Facebook account banate samay ye dhyan rakhe ki jo name  Aur Date of birth apke Pain card, Adhar card ya kise vo government document me ho facebook account banate samay wahi name aur date of birth use kre,  Esse fayda ye hoga ki kabhi apki id  permanently block nahi hogi agar kabhi permanently block ho vi jati hai to usko fir se thik kiya ja sakta hai ( So don’t use fek name in facebook account)…

Facebook account kaise banaye ..

[[Facebook ko koi mobile me use karta hai to koi computer me to koi facebook apps me to koi Browser me esme problem ye hai agar aap facebook apps me facebook use karte ho aur apko computer me use karna pade to sayad apko problem ka samna karna padh sakta hai  kyoki fb apps aur computer browser me facebbok look bilkul chang ho jata hai setting edhar ki udhar dikhai deti hai..  Aur agar mai apko computer ke hisab se facebbok account banana ke bare me batau aur ap mobile apps me facebook Account  bana rahe ho to apko samghne me problem hogi esliye mai apko suggest kruga ki ap agar mobile se facebook account bana rahe hai to aap apne mobile browser me  desktop mod open kr le mobile me desktop mod kya hai aur kaise open kre eski jankari vi nicegyan.com pe share kr chuka hu]]



Ye Jaruri nahi hai ki aap facebok page keval desktop mode open karne ke bad hi   bana sakte ho but desktop mod me koi vi option pura pura open hota hai.. 

 
1. Sabse pahle niche Es  link pe click kre -

click to open facebook login page (screenshoot)

2. Ab yesa page open hoga es form me jo jo jankari magi gyi hai use bhare -  Jaise -
facebook login ,singup  (screenshoot)

  1. First Name - Esme apna first name likhe jaise mera name Sunil Yadav Hai to mai esme Keval Sunl Likhuga..
  2. Last Name - Esme apna last name likhe jaise mera name Sunil Yadav Hai to mera last name Yadav hai to mai esme Yadav Likhuga..
  3. Mobile Number Or Email Addresh - Esme apna mobile number likhe jo apke pas current time me ho (Number ke jagah Email vi use kar sakte hai.)
  4. Re mobile number and addresh - Esme wahi upar wala number fir se likh de.
  5. New pasword - Esme ak pasword likhe jo keval apko pta hona chahiye pasword yesa hona chahiye jise aap ke alawa koi aur nahi janta ho Paswoed 6 ank se kam nahi hona chahiye.
  • Paswoed me aap Charecter, Number, aur koi simble use kar sakte hai jo dekhne me es tarah ho sakta hai . 123sunil@ 
  • (Eska use facebook account banane ke bad login karne ke liye kiya jata hai esko yad rakhe) 
    6. Esme apko apna Date of birth choos karna hai.

jaise apka  date of  birth hai    09/july/1998 To esko yese choose karna hai jaise-

 Day me - 01
Moth me - July
Year me - 1998

7. Esme apko apna male/ Female choose karna hota hai jaise agar aap ladka ko to

  • Male
Aur agar ladki ho to 
  • Female 
8. Bas ab apka form complate bhar gya hai ak bar fir se check kar lo aur agar kuch galat ho to sahi kr lo uske bad  Create Account Pe Click kr do..
facebook login ,singup  fill(screenshoot



Bas ab apka facebook account ready ho chuka hai ab aap esko khud se thodi der tk use kariye etna easy hai ki jald hi dhire dhire aap sab kuch samagh jawoge.. 

Facebook ke aur jankari ke liye yha click kre

To friends mai asha karta hu ki aap ko ye jankari -Facebook Pe Ak Professional Account kaise banaye achhi lagi hogi. Aur facebook account kaise banate hai ye sikh liye hoge facebook account banana me koi vi paresani atti hai to sidha comment me apna saval puchiye mai jald se jald apke saval comment ka reply karne ka paryas kruga..


Thanku so much friends meri es post ko padhne ke liye.. Meri apse request hai  ki meri new post ka notification apne email se pane ke liye meri site ko subscribe kre, Aur es post ko apne friendo ke sath vi share kre jisse unko vi es bare me jankari ho sake..





Thanku  so much For visit My site nicegyan.com..

No comments:

Post a Comment