Thursday, February 23, 2017

Html Kya Hai, Introducation of html in hindi part - 1

Hi friends. Welcome to nicegyan.com   Es post me ham padhege ,  Html Kya Hai, HTML Ka parichay Hindi Me, 

html kya hai.. introducation of html in hindi part - 1 (screenshoot
 Friends yha mai thoda natural rup se apko samghana chahuga friends hamare sarie ke anadr hajaro ki sankhya ,me nase hai maspasiya hai jo ak dusre se judi hui hai jo andar hi andar apna kam karti rahti hai hamesa active rahti hai but ham unko dekh nahi pate hame dikhai deta ta hai to upar ki saph suthari skin jisko dekhkr ye kha jata hai ki ye Eyes hai, Ye Nose hai, Ye Mouth Hai to ye hand hai…  Friends HTML language vi kuch yesa hi hota hai jab ham koi website open krte hai to hame uspe kewal saph suthari text, image, ads wagera hi dikhai deta lekin ye kaise dikhai deta hai ye ham kabhi nahi sochte hai . Esko banana me bahut sari language jaise Html, Css, java script,  jquary.  ka use kiya jata hai  jo mai  en sabhi language ko aane wale post me  aapko  sikhauga esko sikhne ke bad koi vi yesi website nahi hai jise aap design na kr sako 

Html Kya Hai, Introducation of html in Hindi 

Friends internet pe lakho caroro ke sankhya me  website hai 
Agar ham kise vi  website pe jate hai to dekhte hai uspe kahi slide chal rha hota hai. Picture animation hoti rahati hai, Ads show ho rha hota hai, Aur vi bahut se yese erffact hote  jo website ko visit krna interesting banati hai lekin kya apne kabhi socha hai ki aap jo vi website visit kr rhe ho usko kaise banaya gya hai.   Agar aap janana chahte  he ki wo website kaise banayi gyi hai  to bas simple Aap chahe jo vi website visit kr rhe ho  bas apne keybord se CTRL U dba de apko us page ke anadar ka language apke samne open ho jayega jisko  page source  kha jata hai  agar aap ko html language ki jankari hai to aap esko dekh kr samajh sakte ho ki ye website kaise banai gyi hai,,  Esko banane me HTML, CSS, JQUARY, java script etc .Jaise  Language  ka use karke  kahi na kahi ye code likha gya hai tabhi jakar ye website hame yesi dikhayi de rahi hai. Ye sab coding karna  mai apko sikhauga so Always keep visiting nicegyan.com 

 HTML sikhane ke liye kis kis chij ki jarurat hai.

Text Editor 

Friends aane wale tutorial me ham jo vi coding krege uske liye hame jarurt hogi ak text editor ki text editing ke bahut se software hai jisme ham ashani se coding likh sakte hai mai  bracket use karta hu kyoki ye mughe pasand hai eske bahut sare fetcher hai Bracket yha se download kr le ya agar aapke pas pahle se hi koi text editor hai to aap use vi use kar sakte ho.

Browser  

Hame jarurat padegi  browser ki kyoki ham jo vi coding likhege wo browser me hi open kar ke dekhna hota hai kis tag ka kya effect hota hai browser koi vi ho koi fark ni padta hai bas browser hona chahiye..

Computer 

Ji ha apke pas ak computer or laptop hona chahiye jisse code ko achhe se  likh aur samgh sko.. 

So friends keel visiting nicegyan.com

Mai jald hi HTML ka 2 part lekr ane wala hu so agar aap html sikhna chahte ho to ap nicegyan.com ko subcribe kr le jisse mai jab vi koi new post share kru to aapko iski jankari ho ske.. 

Thanks for visit my site nicegyan.com


1 comment:

  1. Sir, I am a big fan of you, I see your post daily and get very good information. it, please approve it
    https://shivatechnical.com/digital-marketing-kya-hai/

    ReplyDelete