Saturday, March 04, 2017

Android Mobile me screenshot Kaise le

Es post me mai apko batuga  Android mobile me screenshut kaise le. Ajkal dekha jaye to sabhi logo ke pas andriod phon hota hai.
lekin unme se kuch gine chune log hi hote hai jinhe andriod mobail ke sabhi fitchar ke bare me pata hota hai. andriod mobail ko eitna popular banaya gya hai ki use koye vi badi ashni se use kar sakta hai.
android mobile me screenshoot kaise le


 bas uske liye thodi jankari chaheye. Andriod mobail me hajaro option hote hai jo hamare kam ko ashan banate hai unhi me se ak option hai Andriod mobaile me screenshot lena ke leye lekin kaise. Andriod mobaile ka screen sut lene ke liye kai apps vi banaye gye hai jiske madat se screen sut ashani  leya ja sakta hai. Lekin aj mai jo upay batauga jis se ap ko screenshot lene ke leye kise apps ke jarurat nahi hogi. Bas ap mere step ko follwo karte jaye.

Screenshut Lene ke Liye Kis - Kis Chij Ki  Jrurat Hai.

Dosto aap to jante ho Sabhi android mobile me Volume UP( + )  DOWN( - )  ki  aur Power off/on ki button hoti hai jiska use ham apne mobile ko switch off/on ya sound up/down  karne ke liye karte hai. Lekin sayad aap ko ye ni pata ki aap es button ki help se apne mobile ka screenshut vi le sakte ho ya apna posword bhuljane pe mobile reset vi kar sakte ho.  Agar aap vi janna chahte ho to mere sabhi step ko follwo kre.



Screen-shut kaise le. 

Mobile me screensut lene ke kai tarike hai jo apke mobile pe depand karte hai ki kis step me screensut leti hai yaha mai apko 3 rules batauga.

Rules 1. Jis tarah ki maine apni ak post Mobile pattern loc hack kaise kre hack karne ka 4 tarika  me bataya hu ki ap kis tarah Apne Volume up or Down Button AUr Powere Button ki help  se Mobile pasward tod sakte hai. Use step ko yaha vo follow karna hai bas fark ye hai ki usko mobile off karke karana hai aur esko mobile on hone pe..

1. Ap jis mobile me jis jagah ka screensut lena chahte ho waha jaye aur Apne mobile se Power off/on Button ke sath Volume Up/down button ko ak sath press kre bas screensut ho jayega, Bas dhyan rakhna hai ki dono button ak sath hi press karna hai..

Rules 2. Agar apke mobile me Home button diya hai aur upar bataye gye step se screensut ni ho raha hai to ye rules follow kre.

1. Ye step vi bilkul Firest rules ki tarah hi hai Bas apko ye karna hai ki Volume Down Button  ki jagah Power on/off  Button ke sath Home key press karna hai. Bas dhyan rakhna hai ki dono button ak sath hi press karna hai..

To Friend agar apko sughaye  gye step follow karne me koye vi paresani aati hai to comment me puch sakte ho.


Agar ap chahte ho ki ham jab vi koye new post kre aur uski jankari apko mile to apne Email id sabse niche diye huwe Email subcribar box me dal kar submit button pe click kre aur apna email chek kre uspe ak massage aaya hoga use canfarm kare. Etna karne ke bad mere sabhi new post karne pe apke email ke jariye massge mil jaya karega.





No comments:

Post a Comment