Saturday, March 04, 2017

Computer Ka Language puri tarah se Hindi Me Kaise Chang Kre.( Chang your Computer Language in Hindi)

Hello Friends, India me bahut se log hai jo ab internet aur computer ke taraph jayada  lagaw de rahe hai. lekin dosto aapko to pata hai hamare india ki bhasa hindi hai. Yhai wajah hai ki bahut se logo ko kewal hindi samagh aati hai. Aur aajkal internet pe jitne vi logo ke blog ya website hai sabhi log only apni post English me hi likhte hai. Lekin kuch yese vi blogger hai jo log hindi bhasa me post likhna like karte hai. Eska ye matlab nahi hota ki wo log English se anjan hai balki kuch logo ke andar help ki bhawna hoti hai.. Chaliye Friends Apne post pe aata hu, Aaj mai aaplogo ke liye bahut hi kam ki trick laya hu jise bahut he kam log jante hai.  Jaise Ki aapne title padha 'Computer Ka  Language Hindi  Me Kaise Chang Kre' Yesa ho sakta hai bas aap meri post padhe aur follwo kare...

computer ka language hindi me kaise chang kre control panel image


Computer Ko Hindi Language Me Chang Karne Se Ka Kya Phayda Hai.

  1. Agar aap English Me Kamjor hai. Ya aap hindi bhasa ko jayda support karte hai to apko apke leye bahut hi badhiya rahega..
  2. Agar aap ne kahi se computer nahi sikhe ho aur apko computer chalane me paresani ho rahi hai to ap hindi language me  chang karne ke bad computer ke sabi option samgh sako ge . 
  3.  hindi language me badlne ke bad  computer help center se hindi me help le sakte ho.     


Computer  Language Hindi Me Kaise Chang Kre..

First Rules.

Agar aap ka computer new hai to ho sakta hai ki usme hindi language pahle install ho. To App Sabse Pahle Start menu me jaye aur Control painal open kare phir Chang Display Language Phir Waha se Apna languagy chang kar sakte ho.

Lekin Agar waha apko option nahi milta hai to eska matlab aapke computer me nahi hai ,
  1. Sabse pahle Yaha click kre aur en 2.1 MB computer ka hindi   languagedownlod kare. 

how to download hindi language image


        2. Downlod Pe click Kare Aur koye ak filr downlod kre ap chahe to dono downlod kar le.....

guide for downlod

           

               3. Downlod hone ke bad run karaye aur install hone de.. 

downloading proses


4 Install hone ke bad es taraah ka ak page open hoga usme hindi language pe click kre,,

computer setting for hindi language



       Ab restart kar de aur hindi computer ka maja le..



To Friends agar apko koye vi paresani aati hai to comment me bataye ham aapki help krege.. Aur agar apko ye blog pasand aaye to hamare facbook page ko like kre aur niche box me apna Email id bharkar suscribe kre aur meri sabhi post apne email pe paye.....   




No comments:

Post a Comment