Thursday, March 30, 2017

Facebook Account Kaise Delete Kre Hindi Me Puri Jankari

Hello friends, Welcome to nicegyan.com friends aaj ham bat karege ki Facebook account kaise delete kre . Agar aapke pas 2 facebook account hai  aur aap ak ya dono facebook account ko delete karna chahte hai to aap ashani se kar sakte hai facebook id ko delete karne ka option (link) maine es post me diya hai Jiske jariye aap bahut hi ashani se apna facebook account permanently delete kar sakte ho .

Facebook Account kaise delete kre hindi me puri jankari


Aap apna account delete kare es se pahle ak saval agar aap apna account kise facebook parson se picha chudane ke liye ya kahe koi apko paresan kar rha hain es wajah se facebook account delete karna chahte hai to dont't worry aaap usko facebook pe block kar sakte ho  block karene se wo apko paresan ni kar sakta hai Block Karne se kya hota hai aur facebook pe kise ko block kaise kre eske bare me detail me janane ke liye meri es post ko padhe


  • Facebook pe kise ko block Or Unblock  kaise Kare.




Ak Bat aur friends Agar aap kise wajah se kuch din tak busy rahne wale ho esliye aap apna facebook account delete karne ka idea dudh rahe hai to mai apko suggest kruga ki facebook account delete karne ke bajaye deactivate kare jis se aap bad me jab free ho to apna old account access kar sake
facebook account deactivation kya hai aur kaise kre facebook account delete karne aur deactivate karne  me kya antar hai  ye janane ke liye meri es ko padhe


  • Facebook Account Kaise Deactivate Kare Puri Jankari with screenshoot.


Facebook Account Kaise Delete Kre

Aayiye Jan lete hai ki facebook account  ko delete kaise kiya ja sakta hai hamesa hamesa ke liye

Agar apko facebook account  deactivate karna ho to setting me  jaye  uske bad security ke option me jane ke bad sabse niche last me option diya hota hai jaha se facebook account ko deactivate ja sakta hai  ashani se





Lekin agar facebook account ko delete karna ho to facebook setting se nahi kar sakte kyoki filhal abhi setting me facebook account delete karne ka option nahi hai ho sakta hai future me facebook account ko detele karne ke liye setting me option add kar diya jaye but abhi nahi hai to ayiye jante hai fir kaise delete kare



Delete my facebook account now

1. Niche link pe click kre.
.
delete facebook account link


2. Jab link pe click krege to aap next page pe aa jayege agar apka facebook account browser me pahle se login nahi hoga to facebook login page open hoga jisme aap apna facebook account login kre 
Agar apka facebook account pahle se hi browser me login hoga to yesa page open hoga jaisa image me dekh rahe hai esme delete  My Account Pe click kre..

delete my facebook account now



3. Ab apse apka facebook account ka  pasword aur Captcha code  dalne ko kha ja sakta hai  ya ho sakta hai bas pasword hi dalne ko kha jaye jo vi detail mage bhar kar ok pe click kar de

permanent delete facebook account  pasword bhare



4. bas apka account delate ho chuka hai ..

now deleted my facebook  account



Facebook Account Delete Karne ka dusra tarika


1. First Google open kare aur search box me type kre Deletefacebook.com Ye facebook ki official website hai aap jaise hi esko open kroge esme apko facebook account ko delete karne ka yesa option diya hai jaise image me dekh rahe ho uspe click kre aur jo process upar bataya hu wahi  follwo karke delete kar sakte ho.
facebook delete account link




Note - Facebook Account delete karne ke bad  14 din ke pahle agar apka man badal jata hai to deletion cancel vi kar sakte ho deletion Cancel karne ke liye apko facebook account me fir se login kre fir Cancel Delation pe click kare -
delation cancel kre


Agar apko es post se related koi saval ho to niche comment me puche aur es post ko apne friendo ke sath vi  share jarur kre jisse unki vi help ho sake.



Thanks For visit my site nicegyan.com



No comments:

Post a Comment