Wednesday, March 01, 2017

Facebook User Name Kya Hota Hai Facebook Username Kaise Chang Kre Eske Fayde

Hi Friends welcome to nicegyan.com  friends aaj ham bat krege ki facebook  username kya hota hai aur esko kaise chang  kar sakte hai. Friends facebook duniya ki sabse badi social media website hai. Internet ka sayad hi koi yesa user hoga jo facebook use nahi kiya hoga.  I think koi vi yesa parson nahi hoga jo internet use kiya ho aur facebook ko ni janta ho..
facebook user name kya hota h . facebook user namw kaise chang ke image -1
 Bahut se logo ki suruwat hi facebook se hoti hai. Agar apko social media ki adat dalni hai to facebook esme aham role nibha sakta hai Time pas ke liye facebook ak best way hai.. I most like facebook..  Aaj mai es post me apko facebook user name kaise chang karte hai  aur uske fayde kya haai es bare me batauga Maine nicegyan.com pe pahle vi facebook se related bahut si post share kar chukka hu agar aapne ni padha hai to yha se padh sakte ho jo apke liye  bahut  hi kam  sabit hogi.

Facebook UserName Kya Hota Hai.
 Jab vi aap apne ya kise ka vi facebook profile kise browser me  open krte hai to browser ke url  box me kuch es tarah ka url hota hai

·         https://www.facebook.com/username 

esme jo https:// www.facebook.com/   ke bad jo vi text hota hai usko ham username kahte hai jaise agar aap meri facebook profile open krte ho to apko kuch es tarah ka url dekhne ko milege https:// agar mobile se open kroge to https:// ke bad m lga  hota hai  aur agar laptop or computer se open kroge to https:// ke bad www lga huwa milega khair ye extra jankari thi  eske bare me detail se jannae ke liye meri es post ko padhe Mobile browser me desktop mode kaise open kre.}
 come on the point agar aap mari profile open kroge to uska url es tarah hoga https://m.Facebook.com/adminsunil   kyoki meri facebook profile ka username adminsunil hai maine esko chang krke apne pasand ka name rakha hai esse fayda ye hai ki agar koi vi internet user agar facebook.com ke bad /adminsunil likh kr kise browser me search krta hai to meri profile open ho jayegi..

·         Most Read This – Facebook Ka name 60 day se pahle kaise chang kre.

Facebook User Name Kyo Chang Kre

Jab ham facebook account banate hai to automatic ch esak user name creat ho jata hai aur jab facebook  automatic user name create krta hai to wo kuch vi rakh deta hai jaise
·         https://www.facebook.com/1000023000403002 OR https://www.facebook.com/yadav.sunil.176   
Jab es tarh ka automatic name create karta hai jo sayad hi apko pasand aye mughe to  nahi pasand..
 Aur internet ki duniya smart hoti  ja rahi esko ab har koi value de rha hai jaise  aajkal bahut si company hai jisme agar aap  job ke liye apply krte ho to wo apke facebook profile ke behavior ko dekh kar ye andaja lagana chahti hai ki apka behave  kaisa hai aap kis tarah ki soch rakhte ho aap logo ke sath kaisa  bartav karte ho so I suggest you  be carefully becoze  agar aap facebook pe galat salat chije post krte ho aur comment me gali galauje karte ho to future me es chote se galti se aapko koi bda nuksan ho sakta hai..
Aur company apke facebook username ko sabse pahle dekti hai ki aap apne facebook account ko kitna sanyojit rakhte ho esse apke jimmedari ka pta lagati hai so friends I think apko facebook username kyo chang kre eske bare me aur batane ki jarurat ni hai..


Facebook User Name Chang Krne Se Pahle Dhyan Rakhe Ye Bat


Facebook username chang krne ke bad fir aap usko turrant chang nahi kar sakte uske liye apko kuch mont tk wait karna padega esliye koi accha name soch kr hi chang kre jise fir esko chang na krna pde.

Facebook  UserName kaise chang kre step By Step .


1.       Sabse Pahle browser me facebook login kre aur setting open kre..

setting page


           2         General Setting pe click kre facebook setting ka first option hota hai General                              
setting pe click krne ke bad Username dikhai dega fir username ke aage Edit ka  option hoga uspe  pe click kre..

setting page - 2
           3.  Edit pe click kreke apne pasand ka username likh ke save change click kr de..

Yha Ak bat dhyan rakhe

 Agar apka name sunil yadav hai aur ap username sunilyadav rakhna chahte  ho to agar es name se pahle hi kise ne username register kr rakha hai to aap es name ko apna username nahi bna pawoge apko yesa username choose krna hoga jo pahle se kise ke pas nahi ho. ( As like email id)


I hope friends aapne apna facebook ka user name chang kr liya hoga agar apko ye post helpfull lage to apne frieno ke sath facebook twitter Etc. Pe share kre jisse unko vi es post se fayda ho.. 

Thanku so much friends for visit my site nicegyan.com..

1 comment: