Saturday, March 04, 2017

Computer Pe Fast Kam Karne Ka 3 Best Tarika Step by step puri jankari with screenshoot

Hii Friends welcome to nicegyan.com friends es post ham bat karege ki computer ko fast tarike se kaise chalaye Dosto agar aap computer user ho to aap ko ye jankari honi chahiye ki kaise aap kise vi file  or software ko fast tarike se open kar ke computer pe fast tarike se kam kar sakte hai. sakte hai. Dosto kya hota hai ki jab hame kise file ko  open karna hota hai to start menu me jakar file ko khojna padta hai jisme hamara bahut jyada time vi kharcha hota hai. Agar aap vi paresan ho to mai apko yaha 3 Best tarika batauga kaise ap fast tarike se  computer pe fast  kam kar sakte ho.
Dosto agar aap computer user ho to aap ko ye jankari honi chahiye ki kaise aap kise vi file  or software ko fast tarike se open kar ke computer pe fast tarike se kam kar sakte hai. sakte hai. Dosto kya hota hai ki jab hame kise file ko  open karna hota hai to start menu me jakar file ko khojna padta hai jisme hamara bahut jyada time vi kharcha hota hai. Agar aap vi paresan ho to mai apko yaha 3 Best tarika batauga kaise ap fast tarike se  computer pe fast  kam kar sakte ho.     1. Run Command Ki Help Se Fast Kam Karne Ka Best Tarika..  Jaise ki aap jante ho ki run command de dawra vi ham softwere open kar sakte hai lekin sabhi softwere ko open nahi kar skte aur jis softwere ko vi open karna hota hai usko windows ke bhasa me likhna padta hai. Lekin mai yaha jo tarika batauga uske dwara aap apne hisab se kise vi softwere ka shortcut bana kar run se run kra sakte ho…         Sabse pahle aap apne computer main screen (Desktop) pe jakar  mouse ki right button pe click kare aur jo option ayega usme New>Shortcut pe click kre phir ak windo open hogi.  2. Esme  Browese file pe click kre aur kise vi softwere ko Chuse kre.  varynicegyan.com         2. Ab jo next time me windo open hogi usme apko computer me se wo softwere chose karna hai jiska aapko shortcut banana chahte ho. softwere chunne ke bad next kre.'   varynicegyan.com                 3. Aur koye asan sa shortcut dalkar ok kar de. Jaise mene yaha  shortcut S dala hai es tarah aap vi koye softwere dal sakte ho. Jo Asan ho.                   4.  Shortcut dalkar Ok karne ke bad windo close ho jayegi  ab apne desktop pe dekhe jo shortcut aapne dala tha us name ki ak file bani hogi. Aap usko copy or cut kare aur my computer me jaye Local Dick C drive open kre aur Windows file me jakar past kar de,               Ab start menu se jakar Run command open kre or  shortcut se open karne ke liye Home+R buttom keybord se dabaye. Aur jo shortcut aapne dala tha usko run me type kre aur enter kar softwere open ho jayega.  Es tarah se aap kise ve software ka unlimted shortcut bana kar bahut fast tarike se open kar sakte ho…  2 . Taskbar ki madad se fast kam karne ka best tarika.   Computer me jo niche ak nile patti (Taskbar) hoti hai aap koye vi work karte ho wo hamesa dikhti hai ap uspe vi jis softwere ko chahe rakh sakte ho aur jarurat hone pe ak click me open kar ke best tarike se work kar sakte ho.  Taskbar pe kise software ko kaise rakhe.  1.      1. Taskbar pe kise softwere ko rakhna bahut hi ashan hai. Bas start menu me jaye aur jis vi software ko lana chahte hai uspe mouse ki right button pe click kre. Aur Switch the taskbar pe click kar de. Jaise maine yaha Sound Recorder ko apne taskbar pe lana chahta hu..        2. . bas aap dekh sakte ho softwere niche Taskbar pe dikh raha hai..        3.Kise vi softwere ka keybord shortcut banaye..  Ye trick mughe bahut hi pasand hai esme sabse acchi bat hai ki apko run commend open karne jarurat nahi padti bas keybord se button press kre aur apna softwere open kre.. Ayeye jante hai kya karna hai.  1.  Sabse pahle apko jis software ka shortcut banana hai uspe mouse ki right button pe click kre aur jo option open hoga usme se sabse niche proprties pe click kare. Phir Jo windo open hogi Usme shortcut pe click kare aur Shortcut key se samne koye vi shortcur dal sakte ho. Jaise maine (Ctrl+Shift+S) dala hai bas ho gya ab ok kre aur keybord se shortcut type kre. open ho jayega.     Friends post kaise lagi comment me jarur bataye. Agar koye saval ho to comment me puch sakte ho mai aapki puri  help karuga. Agar aap ko ye blog pasand aye to esko subsribe jarur kre. demo image



 1. Run Command Ki Help Se Fast Kam Karne Ka Best Tarika..

Jaise ki aap jante ho ki run command de dawra vi ham softwere open kar sakte hai lekin sabhi softwere ko open nahi kar skte aur jis softwere ko vi open karna hota hai usko windows ke bhasa me likhna padta hai. Lekin mai yaha jo tarika batauga uske dwara aap apne hisab se kise vi softwere ka shortcut bana kar run se run kra sakte ho…

  1.        Sabse pahle aap apne computer main screen (Desktop) pe jakar  mouse ki right button pe click kare aur jo option ayega usme New>Shortcut pe click kre phir ak windo open hogi.

2. Esme  Browese file pe click kre aur kise vi softwere ko Chuse kre.

desktop setting image

       2. Ab jo next time me windo open hogi usme apko computer me se wo softwere chose karna hai jiska aapko shortcut banana chahte ho. softwere chunne ke bad next kre.'


setting image


              3. Aur koye asan sa shortcut dalkar ok kar de. Jaise mene yaha  shortcut S dala hai es tarah aap vi koye softwere dal sakte ho. Jo Asan ho.

finish creat a shortcut setting  last image


              4.  Shortcut dalkar Ok karne ke bad windo close ho jayegi  ab apne desktop pe dekhe jo shortcut aapne dala tha us name ki ak file bani hogi. Aap usko copy or cut kare aur my computer me jaye Local Dick C drive open kre aur Windows file me jakar past kar de,  
windows filder me past kre

   
      Ab start menu se jakar Run command open kre or  shortcut se open karne ke liye Home+R buttom keybord se dabaye. Aur jo shortcut aapne dala tha usko run me type kre aur enter kar softwere open ho jayega.  Es tarah se aap kise ve software ka unlimted shortcut bana kar bahut fast tarike se open kar sakte ho…

2 . Taskbar ki madad se fast kam karne ka best tarika. 

Computer me jo niche ak nile patti (Taskbar) hoti hai aap koye vi work karte ho wo hamesa dikhti hai ap uspe vi jis softwere ko chahe rakh sakte ho aur jarurat hone pe ak click me open kar ke best tarike se work kar sakte ho.

Taskbar pe kise software ko kaise rakhe.

1.      1. Taskbar pe kise softwere ko rakhna bahut hi ashan hai. Bas start menu me jaye aur jis vi software ko lana chahte hai uspe mouse ki right button pe click kre. Aur Switch the taskbar pe click kar de. Jaise maine yaha Sound Recorder ko apne taskbar pe lana chahta hu..
kise vi software pe pin kre setting image




  2. . bas aap dekh sakte ho softwere niche Taskbar pe dikh raha hai..

taskbar image


  
3.Kise vi softwere ka keybord shortcut banaye..

Ye trick mughe bahut hi pasand hai esme sabse acchi bat hai ki apko run commend open karne jarurat nahi padti bas keybord se button press kre aur apna softwere open kre.. Ayeye jante hai kya karna hai.

1.  Sabse pahle apko jis software ka shortcut banana hai uspe mouse ki right button pe click kre aur jo option open hoga usme se sabse niche proprties pe click kare. Phir Jo windo open hogi Usme shortcut pe click kare aur Shortcut key se samne koye vi shortcur dal sakte ho. Jaise maine (Ctrl+Shift+S) dala hai bas ho gya ab ok kre aur keybord se shortcut type kre. open ho jayega.
jiska shortcut banana hai uspe right button click kre


Friends post kaise lagi comment me jarur bataye. Agar koye saval ho to comment me puch sakte ho mai aapki puri  help karuga. Agar aap ko ye blog pasand aye to esko subsribe jarur kre.

Most Read This - 
Thanks For Visit My Site Nicegyan.com

No comments:

Post a Comment